Jinse aap apni website ke liye aasani se coding kar sakte ho.
- Trebedit
- Webcode
- Anwriter
- Sock code editor
- Notepad plus code editor
Trebedit:-
Dosto ye sabse best quality kaa android code editor's application me se ek hain. Dosto trebedit ki madd se aap aashani se html,css, javascript ki coding kar sakte ho. Iske liye hamare pass trebedit best quality kaa hain. Maine khud trebedit ko use Kiya hai. Or dosto aapko trebedit me css coding karte time colour code already suggest ho jate hai.
Jinse aapko css ki coding karne me jyada help milti hai.
Webcode:-
Yadi aap html, css or javascript ki coding karna chahte ho to ye application bahut best application me se ek hain. Dosto aap isme aapki coding mehnat kafi aasan ho jati hai. Dosto yadi aap trebedit or webcode dono ko eksath ek file ko code karne ke liye use karte ho to aap ek kafi achchi tarah se coding kar sakte ho.
Dosto trebedit or webcode milkr html, css or javascript code ko kafi aasani bnakar ye dono application ko use karna aapke liye sahi hoga. Kyoki maine in dono kaa use karke kafi best quality website ko banaya hai.
Anwriter:-
Dosto Anwriter kafi best quality kaa android apps hain. Jinke jariye aap kafi achchi tarah se coding kar sakte ho. Dosto Anwriter kafi best quality se kaam karta hai. Lekin muje ye application itna jyada pasand nahi hain. Halanki maine is application ko use awashya kiya hai lekin isme koi kash features nahi hain. Isliye main is application ko pasand nahi karta hu.
0 टिप्पणियाँ